~*~ ramadan seher o aftar contest 2011 ~*~

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
Masha Allah nelli...main to hairan hoon tumhari cooking dekh kar....paratha bilkul perfect hai aur chicken leggs ka to jawab hi nahi...decoration bhi perfect hai...cha gai ho tum to...yar main to aiwain hi samajhti thi tumko magar tum to masha Allah perfect cook ho...Allah khush rakhe...:)
 

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
sis ghar main agar kuch pakaun ya nai, but chapppatis always main pakati hun coz sab kehte hain bot achi banati ho:) mujhe taqreeban 2-3 saal ho gaye hain roti ki shape banate toh ab b nai perfect hoti kya?{(doh)}....
wese chicken fry karne main mamma ne thori help ki thi n i've also mentioned dat above


sach may paratha bilkul gool ha.. infact mughse b shape kharab hota rehta ha akser.. tum bohat jald perfect chef ban sakti ho agar dil se cooking shuru kar do {(ok)}
 

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
thank u sis:)
Masha Allah nelli...main to hairan hoon tumhari cooking dekh kar....paratha bilkul perfect hai aur chicken leggs ka to jawab hi nahi...decoration bhi perfect hai...cha gai ho tum to...yar main to aiwain hi samajhti thi tumko magar tum to masha Allah perfect cook ho...Allah khush rakhe...:)
 

mirza37

Hot Shot
Jul 17, 2010
15,341
7,043
913
49
UAE ABU DHABI
Acha theek hay gud work nilli sis
sis ghar main agar kuch pakaun ya nai, but chapppatis always main pakati hun coz sab kehte hain bot achi banati ho:) mujhe taqreeban 2-3 saal ho gaye hain roti ki shape banate toh ab b nai perfect hoti kya?{(doh)}....
Wese chicken fry karne main mamma ne thori help ki thi n i've also mentioned dat above
 

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
Apun ko toe khaney se matlab hai RR phir gool ho ke lamba dont care {(nea)} well raat ko biryani yaad se {(ok)}
 

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
amreen mujy mobil say pic pc may save karna nae arahe hay,sehre ki to hogaye but aftare ki rehte hay...

bhai ki tabyat karab hay warna wo kar dayta,i wish sham ko kar day{)^})
 

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
Masha Allah RR...aapne to poora month ki recipies share kar di hain...bohat khoob...murgh pulao zabardust hai...magar samose to mere zyada tasty hote hain jiski recipe maine pichle contest me share ki thi...aapne try kiye the ???
 

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
Masha Allah RR...aapne to poora month ki recipies share kar di hain...bohat khoob...murgh pulao zabardust hai...magar samose to mere zyada tasty hote hain jiski recipe maine pichle contest me share ki thi...aapne try kiye the ???
Sirf Try karwana khilana mut tum kuch kabhi ({smilestar)}
 

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
amreen mujy mobil say pic pc may save karna nae arahe hay,sehre ki to hogaye but aftare ki rehte hay...

bhai ki tabyat karab hay warna wo kar dayta,i wish sham ko kar day{)^})
ok tooba koi bat nahi...per 14 aug tak zaroor share kar dena...:)
 

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
rr very very nice dishesh...
may pehlay samosay try karo ge..
hamare nabour bht achay samosay banate hay....mujy unko us say b ziada achay samosay bana k dikana hay...
bht show marte hay maray samnay..{)^})
 

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India


Sirf Try karwana khilana mut tum kuch kabhi ({smilestar)}
aur tum khane ke siwa kabhi kuch aur mat karna...jaha gur dekha wahi makhi ki tarah bhinbhinate huwe pohanch gaye...tumhare liye bhi to share kiya tha khud kyun nahi try kiya....({smilestar)}
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
rr very very nice dishesh...
may pehlay samosay try karo ge..
hamare nabour bht achay samosay banate hay....mujy unko us say b ziada achay samosay bana k dikana hay...
bht show marte hay maray samnay..{)^})
lolz ya sure.. actually samosa waqai technical kaam ha.. infact mughe b kafi arsa laga is ki shape samjhne may.. best of luck :)
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
Masha Allah RR...aapne to poora month ki recipies share kar di hain...bohat khoob...murgh pulao zabardust hai...magar samose to mere zyada tasty hote hain jiski recipe maine pichle contest me share ki thi...aapne try kiye the ???
ooh ya acha howa yaad dila dia.. sure may apki recipe aik bar achi tarhaan parh k zaroor try karongi..
and u know may khud kum spices use karti hoon coz ramzan hain so kisi k pait k sath garbar ho to thik nai hoga {(haha})
 

Raat ki Rani

Super Star
May 26, 2011
9,376
1,452
413
intezaar khatam hua aur main first time time pe pohnch aai{(haha})...
here i've got 2 recipes, one is for sehri which is aloo ka paratha and second is fried chicken legs for aftaar


recipe for suhoor
Aloo ka Paratha
ingredients:

boiled potatoes- half kg
1 tea spoon of zeera
1 tea spoon of salt
1 tea spoon of ground red chilli
some green chilli and coriander( chopped)
flour(dough)
oil
butter or margarine
method:
aloo ko boil kar k mash kar len( aap spoon se b mash kar sakte hain ya grinder main b) den, ek frying pan main 2 table spoon oil len aur usey garam kar k zeera, nimak, mirch, coriander, chillies, aur aloo daal k unhain 2 minutes tak halki aanch pe fry kar len aur fir ek plate main nikal k thanda hone k liye thori der rakh den
den aap ghunday hue atta main se thora sa len aur baari baari round c shape main 2 small balls banayen aur un main s eek ko thora sa wide kar k us pe filling k liye jo paste banaya hai woh bhar k doosre ball se cover kar k side se bund kar den taa k filling bahir na aaye
aap belan ki madad se round c roti shape ka paratha banayen aur tawwa jala k jab garam ho jaye toh us pe butter ya margarine laga k paratha dono side se paka len





Wow nelli sis zabardast sharing...:-bd
it looks soo yummmiiii{(wacko)}
 

Raat ki Rani

Super Star
May 26, 2011
9,376
1,452
413
ok ye rahi aftaari recipe:x one thing i wanna share, k ye recipe mene internet ya kisi book se nai li, balki mamma se poochi thi:) she also helped me through out


Fried Chicken Legs{(haha})..
ingredients:
chicken legs
besan (gram/ground flour)
laal mirch
namak
water
method:
1-sab se pehle chicken ko saaf paani main acchi tarah saaf kar len. phir ek deep pan main chicken daal k isey halki aanch pe rakh den aur bilkul halki si nimak and mirch add kar k chicken ko mix kar den. make sure k aanch halki rahe aur pan ko lid se cover kar den taa k chicken steam aane ki wajah se soft ho jaye. saath saath thori der baad chamchay se hila den taa k woh jalne na paye
2- ek plastic k bowl ya deep plate main hasb-e-zaroorat besan len aur us maain hasb-e-zaiqa namak aur red ground chilli add kar k paani se mix kar len( make sure k paste na ziyada thin ho aur na hi thick)
3- jab chicken gal jaye toh usey kisi bartan main nikal k rakh len aur thori der thanda hone k liye rakh den. phir ek frying karahi main oil daal k usey garam kar len aur chicken legs ko ek ek kar k besan k paste main dip kar k karahi main daal den. dono taraf se jab chicken light brown ho jaye toh kisi bartan main nikal len aur chutni n salad k saath serve karen:)



ahan great Mashllah :-bd......very nice sharing.....
 

Raat ki Rani

Super Star
May 26, 2011
9,376
1,452
413
Assalam O ALykum

Filhal aik choti se recipe k sath hazir hoon jo abhi koch hrs pehle he may ne aftari may banai..



Ok here you gooo



DHAI BARAY RECIPE BY REDROSE64









Mash ki daal 1 pao
Baking powder/soda 2-3 pinches
Kutti hoi lal mirch 1 tea spoon
Namak according to taste
Zeera half tea spoon


Mash ki daal 4-5 hours k lie bhigho dein.. phir thory se pani k sath blender may daal k achi tarhaan pees lein.. is paste may namak, lal mirch, baking powder, zeera daal k mix kar lein.. thori dair chore dein.. phir pakoro ki tarhaan deep fry kar lein
Then inhe alag plate may nikaal k rakh dein.. aik pateeli may pani garam kar k us may thora sa namak, thori se lal mirch powder, zeera daal k mix karain.. us neem garam pani may ye baray daal k 2 mints tak bhigo k rakhain.. phir pani se nikaal k hath se press kar k pani nikaal k alag rakh dein..

Dhai may chat masala, pissi cheeni 1 table spoon, namak 1 pinch daal k phaint lein.. us may ye baray rakh dein.. upper imli ki chutney, haray masalay ki chutney, ketchup or thoray se badam se garnish kar lein..
wow RR sis tusi ne tu the great recipe banayi hain...nice going...:-bd
 
  • Like
Reactions: RedRose64
Status
Not open for further replies.
Top