yeh thori dramay jesi baat kahi hai...but yes I agree ke ismei mard hi insaaf karsakta hai...mothers jis bahu ko bht pyar se dulhan bana k lati hain apni psand se us se b unhain ye hi shikayat ho jati hai bad ma k mere bete ko chura lia mujh se is ma qasoor saas bahu dono ka ho sakta hai but asil role woh larka hi ada kar sakta hai dono ma insaf kar k phr ksi ko shikayat nhi ho sakti lekin larke itne samjhdar kahn hote hain![]()
baqi to aik obvious reality hai...