~Urdu Adab Competition~

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
barah-e-karm yahan sirf topic pebaat kren
shukria:)
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Mei kahan thiiiiiiiii?
Ohh wawwoooooooooooooooooo.....
Annu ka msg aya to dekha yh thread...
Umdaa logo pogo bahut aachi acchi sharing ki hai....
Hato zara abb mei karne lagi hun...
Sab baazu ho,pare hojao kinaray p baith jaao.....
Magar ek baat batao Annuji apne tassuraat pesh nahi karsakte kya..ya srf Iqtesaabat karni hain..?
hmmm.ab pata chal gya na bahaar ji..
ap b share kr den..
nhi sirf iqtibas hi share krna hai..ap rules parhen or share kren:)
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Khwahish

Super Star
Jul 9, 2010
10,367
2,827
1,313
28
Peshawar
iqtibas of bano qudsiya..............( kitab' raja gidh)
mohabat pane vala dil kabhi iss bat par mutmain nahe hota kay ise
aik din kay liye mukamal tor par mohabat hasil hoi thi.roz sooraj na charhay
to din nahe hota.jis roz mohabat ka aftab tulo na ho, rat rahti hay-
ye dil or jisam bare bairi hain aik dosre kay-
jisam ronda jaie to ye dil ko basne nahe daita,dil muthi band rahe to ye jisam ki
nagri tabah kar daita hay,indono ko kabhi azadi naseeb nahe hoti

 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
bajri means SAND {(haha})
wo jo consruction k trucks ate hian na sands hoti hai to wo log kehte hain hato hato side me hato {(haha})

n hum to TM k lie gate keeper to kya wicket keeper bhi ban aje ;;)
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
iqtibas of bano qudsiya..............( kitab' raja gidh)
mohabat pane vala dil kabhi iss bat par mutmain nahe hota kay ise
aik din kay liye mukamal tor par mohabat hasil hoi thi.roz sooraj na charhay
to din nahe hota.jis roz mohabat ka aftab tulo na ho, rat rahti hay-
ye dil or jisam bare bairi hain aik dosre kay-
jisam ronda jaie to ye dil ko basne nahe daita,dil muthi band rahe to ye jisam ki
nagri tabah kar daita hay,indono ko kabhi azadi naseeb nahe hoti

Umza dear topic ZINDGI hai ..jis k bare me iqtibas share krna hai
 

Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
iqtibas of bano qudsiya..............( kitab' raja gidh)
mohabat pane vala dil kabhi iss bat par mutmain nahe hota kay ise
aik din kay liye mukamal tor par mohabat hasil hoi thi.roz sooraj na charhay
to din nahe hota.jis roz mohabat ka aftab tulo na ho, rat rahti hay-
ye dil or jisam bare bairi hain aik dosre kay-
jisam ronda jaie to ye dil ko basne nahe daita,dil muthi band rahe to ye jisam ki
nagri tabah kar daita hay,indono ko kabhi azadi naseeb nahe hoti

nice one.. :)
 
  • Like
Reactions: princess of Moon

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
bajri means SAND {(haha})
wo jo consruction k trucks ate hian na sands hoti hai to wo log kehte hain hato hato side me hato {(haha})

n hum to TM k lie gate keeper to kya wicket keeper bhi ban aje ;;)
Huhhhhhh...Annu ne mana kiya hai na topic se hatkar baat karne se...
Dusre threads me tashreef laayen,tab poora SAHARA DESERT nazar ayga apko...{(fdevil)}{(fdevil)}{(fdevil)}{(fdevil)}{(fdevil)}{(fdevil)}
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm word hay "Zindagi"

sochna paray ga
{(thinkg)}
{(thinkg)}
{(thinkg)}
{(thinkg)}
{(thinkg)}
{(thinkg)}
{(thinkg)}
{(thinkg)}
{(thinkg)}
{(thinkg)}
{(thinkg)}
{(thinkg)}
{(thinkg)}
{(thinkg)}
{(thinkg)}
{(thinkg)}
{(thinkg)}
{(thinkg)}
{(thinkg)}
{(thinkg)}

hmmmm mil gaya jawab


lu ji meri shainrg yeh hay

Zindagi Kiya hay


"Zindagi Aik panga hay
is say mer jaye tu Changa hay"{(wacko)}{(wacko)}{(wacko)}

Musanaif: Hans_Mkh
Book Ref: Apnay Ideas




hhehehehe wowwwwww excellent {(ok)}
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113


anu ek chota sa sugestion abhi tak jo sharing hui hai use apne topic wale first post me edit kerden ta k pata chale in in logu ne sharing ki hai {(ok)}
ok..ap k mashware par b amal kr lete hain..
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Khwahish

Super Star
Jul 9, 2010
10,367
2,827
1,313
28
Peshawar
Kitab (Raja Gidh) by Bano Qudsia

Mot se pehlay---- zindagi k saath---zindagi ki nafi---aakhree nijaat se pehlay kuli faraar
nijaat ki aarzoo tak se-- harr maslak se harr but se chutkara hasil karnay ka ek hee tariqa hai k insaan har qisim k but tor de,har maslak se azaad hojaye...kisee millat main shamil na ho,kisee khandan ka fard na ho,kisee mulk ka bashinda na ho ,,aisee halat main wo siwaai mot k kisee ka marhoome minnat na hoga kisee or ka aashiq na hoga
mot jo yaqeeni hai,mot se pehlay mout!!!!!!
 
Status
Not open for further replies.
Top