+YouR Own Poetry ConTesT-

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

A.J Raees

Newbie
Jun 2, 2010
1,444
266
0
Apne Ghar mein
ye lo meri remix poetry!!!!!

Munna Munna Je Amma,,,,,,,,,
Shakar khai nai Amma,,,,,,,,
Jhot bolay nai Amma,,,,,,,,,
Mun Phar,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

Hahahahahahahahah!!!!!!!!!!!
 

MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
Assalamu Alaykum Wrwb :)

doston apke samne hamari likhi poetry hazir hain
iske piche ki ek raaz pako batate hain

dar asal ham hamari pehle likhi huyi poetry jo ke pehle se hamn TM par post ki hai wohi yahan is contest me share karna chahte the........

lekin hamare ek dost ne hamse kaha k aap naya kalaam likhen aur sath hi mauzu bhi hame diye to unke hausle se hamne ye poetry likhi hai.... :)

umeed karte hain ki unko aur apsab ko ye pasand aaye

sana ( masoom se chahat :) ) ye nazm apke liye :)
masoom_se_chahat








Ankhon me kayi khwahishen kayi khwaabon ko sameti hai wo
Har Nayee subah nayee hasraten leke uthti hai wo

Apni hi duniya me gumsum khoyee rehti hai
kabhi hasti to kabhi roti to kabhi khush hoti hai wo

dekh kar isko har koi deewana war kehta hai
mere khwabon mere khayalon ki tabeer hai wo

Sheeshe ka dil liye in pattharon ki basti me
Har ek ka zakhm liye chup chaap sehti hai wo

Na kisi ka dard kisi k liye na kisi k liye hai pyar yahan
Deta har koi zakhmon pe zakhm har ek ka tuta sansar yahan

Har koi yahan deta hai yahan taleem e masawat
Hain insano ki shakl me darinde sare,har koi khonkhwar yahan

Na bachon pe shafaqqat na badon ki izzat
Taalim to aala hai lekin aqlaq kahan

Iss bharii duniya me sab paraye hain yahan
Na mera hai koi yehi kehti hai wo

Is basti se door khawabaon ki nagri me
Khwahishon ke shajr tale, Hasraton ke bagiche me

Kisi Ajnabi k intezar mein hai wo umeedwaar
Jo kare khushion ki barsat jo de dher sara pyar

Nasir duago hai uski hasrat ho puri khwab hon sache
Mile jahan ki har khushi jiski taalib hai wo
Mashallah
Awesome thought n lovely poetry
i really loved it
just like all the story is defined in a poem
u ve written all from heart
M really glad that u Dedicated this awesome thought for me
Thanks Alot....
MAY ALLAH BLESS U N FULFULL ALL UR WISHES....AMEEN
 

*shehzadi*

TM Star
Apr 2, 2010
3,770
1,891
113
pakistan
hum kis tarha is contest me paticipate kar sakte hai jee plzz batadijiye
ap her tarhan k contest me hissa la sakte ho but u cant vot ager ap vot do ge bhi to wo - ker diyya jae ga vot k liye ap ko 300 post derkar hen but ap part lo ap ko sab vot de sakte hen
 

*shehzadi*

TM Star
Apr 2, 2010
3,770
1,891
113
pakistan
IMG3192A.jpg


lafzon ki kamai khane wale kiya jane
k lafzon ki kharat kiya hoti he

ye shairy ye gazel ye misre ye lafzon ki tan ban
ye sab to tere dimag ki karsatani he
tu kiya jane dil ki awaz kiya hoti he

waqt waqt ki bat he,ye rut gulab ki nahi
mager jeb gulab ka waqt ae ga to tujhe zaroor dikhe ga
ke asa phool tune gulshen me kahin nahi dekha hoga
mager tu thehra sada bahar phool tu kiya jane k khizan kiya hoti he

 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Mashallah
Awesome thought n lovely poetry
i really loved it
just like all the story is defined in a poem
u ve written all from heart
M really glad that u Dedicated this awesome thought for me
Thanks Alot....
MAY ALLAH BLESS U N FULFULL ALL UR WISHES....AMEEN

Aameen summa Aameen
apko pasand hamare lye yehi kaafi hai :)
Jazakallah khair

---------- Post added at 01:38 PM ---------- Previous post was at 01:22 PM ----------

:-bdMASHAALLAH bohat khoob saviou bhaya
shukran hoorain :)

Very V Nice Bro......
N waitn For Otherz......
shukran janab :)


ummm nice saviou bhai:)
shukran nelli :)

wooow saviou bhai....ap k piche ek shaer bhi chupa hain or hume pata hi nai
bh khoob.,..hum to pehle hi ap k fan they...ab or rate ber gae ap k:D
shukran bro :)
waise hamare piche koi shayar nahi chupa haha
ye ham hi hain toota phuta koshish karlete hain

shukran Janab :)

---------- Post added at 03:06 PM ---------- Previous post was at 01:38 PM ----------

Nasir duago hai uski hasrat ho puri khwab hon sache
Mile jahan ki har khushi jiski taalib hai wo


nice one brother...
such a nice poetry :)
bohot bohot shukriya janab :)
ham to kal bhul hi gaye apse puchna k kaise lagi poetry


Mashallah brother aap to boht ache shayir hai.....

Boht hi zabardast poetry likhi hai apne...
bohot bohot shukriya Janab :)
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

St0rm

Hot Shot
Jan 28, 2009
23,678
5,392
1,313
View attachment 13764


lafzon ki kamai khane wale kiya jane
k lafzon ki kharat kiya hoti he

ye shairy ye gazel ye misre ye lafzon ki tan ban
ye sab to tere dimag ki karsatani he
tu kiya jane dil ki awaz kiya hoti he

waqt waqt ki bat he,ye rut gulab ki nahi
mager jeb gulab ka waqt ae ga to tujhe zaroor dikhe ga
ke asa phool tune gulshen me kahin nahi dekha hoga
mager tu thehra sada bahar phool tu kiya jane k khizan kiya hoti he



Mashallah choti boht hi zabardast.....
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
View attachment 13764


lafzon ki kamai khane wale kiya jane
k lafzon ki kharat kiya hoti he

ye shairy ye gazel ye misre ye lafzon ki tan ban
ye sab to tere dimag ki karsatani he
tu kiya jane dil ki awaz kiya hoti he

waqt waqt ki bat he,ye rut gulab ki nahi
mager jeb gulab ka waqt ae ga to tujhe zaroor dikhe ga
ke asa phool tune gulshen me kahin nahi dekha hoga
mager tu thehra sada bahar phool tu kiya jane k khizan kiya hoti he

masha Allah :)

kya baat hai choti bohot hi acha likha hai apne
 
Status
Not open for further replies.
Top