*** Islamic QUIZ ***

  • Work-from-home

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
or Quran Pak ki sab say choti Surah konsi hay.... ?

Saviou bhai apa say bahot kuch poochna hay per pehlay phone pr baat krna chaunga inshaAllah..
Quran ki sabse choti do surte hain sure AL ASR aur sure AL KAUTHER jin me teen aayat hain
aur kaafi jame surten hain

Janab hamari khush naseebi :) k ap hamse kuch puchen zaroor call par baat karlenge insha Allah
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Thank you so much Saviou...U n all other frndz guide me in sach a nice way ...:)
JazakAllah Khair.......

Affwannn :)
Alalhi barik feek......
koi bhi sawal ho aap kariye isse hamare ilm me bhi izafa hota hai
apke sawalon se tahqeeq karne aur kayin cheezen samne aati hai

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Moosa Alaihi salaam k zamaane me Allah ne ek aur nabi ko is jahaan me utara tha....can any1 say what was d name of dat nabi???

---------- Post added at 02:47 PM ---------- Previous post was at 01:28 PM ----------

kisi k paas nahi iska jawab
 
Zakwan

_ZAKKY
TM Star
Nov 29, 2007
2,220
1,119
1,213
35
Canada

quran mein 2 insanon ka hazrat moosa k saath zkikir kiya gaya hei ek tu hazrat haroon (surah taha ayat 25 se 30). ek surah khaaf ayat number 65 se 78. hazrat khizir k saath. mujhe sahi tu nahi maloom lakin hus sakta hei k in mein se koi ek hu. wallahu aalam
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
quran mein 2 insanon ka hazrat moosa k saath zkikir kiya gaya hei ek tu hazrat haroon (surah taha ayat 25 se 30). ek surah khaaf ayat number 65 se 78. hazrat khizir k saath. mujhe sahi tu nahi maloom lakin hus sakta hei k in mein se koi ek hu. wallahu aalam
masha Allah
bohot khoob ahmed Jazakallah khair
in do me se hi ek hai agar aur koi iski wazahat kar sakta hai to kare ham thora intezar karenge
phir ham khud iski wazahat kardenge insha Allah
 
Zakwan

_ZAKKY
TM Star
Nov 29, 2007
2,220
1,119
1,213
35
Canada
masha Allah
bohot khoob ahmed Jazakallah khair
in do me se hi ek hai agar aur koi iski wazahat kar sakta hai to kare ham thora intezar karenge
phir ham khud iski wazahat kardenge insha Allah
hazrat haroon teh. is liye hazrat moosa k 40 din k janay k baad unhi ko hazrta moosa apna khaleefa bana ker gaye tah. tu is se maloom hota hei k hazrat haroon teh.
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Huzur (S.A.W) k us sahabi ka naam batao jinhone madine me haram shareef me hi panah li thi aur jinhone taqreeban hadeesen bayaan ki hain.....
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
sawal samajh mein nahi aaya
Allah k Rasul S.A.W k us Sahabi ka naam batayen jo Masjid e Nabi me raha karte the aur wo sahabi hadeesen sunne me sab se zyada harees the aur wohi sahabi se zyadatar hadeesen marvi hain
 
*Maryam*

*"T"* I desErve ThE BeSt n thE BeSt is YOU *"T"*
Super Star
Feb 12, 2010
7,334
3,408
913
Riyadh KSA
Saviou can u clear it..ye mashoor h k jin logoon ki Ramadan m death ho jati h..wo janati hoty hn... to kya un k sab ghunha maaf hojaty hn..kya koi poch nhi hoti hun sy..
is there any reality ...?​
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Saviou can u clear it..ye mashoor h k jin logoon ki Ramadan m death ho jati h..wo janati hoty hn... to kya un k sab ghunha maaf hojaty hn..kya koi poch nhi hoti hun sy..
is there any reality ...?​
Jazakallah khair Marina bohot hi achcha sawal hai apka

ye kehna k koi Ramzan me mara ya Jummah k din ya kisi aur din wo Jannat me jayega ye bilkul durust nahi hai
aur nahi iski koi daleel hai....ham aaye din dekhte hain kitne loogon jummah k din maut hoti hai aur Ramzan me bhi kitne aise loog marte hain jo ke kafir hain unme se Hindu hain yahudi hain Cristians hain aur kayi digar mazahib k loog jinke bare me ye hargiss nahi kaha ja sakta k ye jannati hain

aur iska ek hi example apko denge ham agar isse baat clear na ho to aap kahen aur wazahat kardenge insha Allah

Jung e Badr kab huyi thi......ye Ramzan ul Mubarakh me huyi thi isme kayi kuffar mushrik mare gaye aur Jo Nabiyon ki talwar se marega uska thikana sidhe jahannum hai wo kya jitne bhi kuffar Jung e Badr me mare gaye wo jannati hain Nauzubillah bas hamare samajh ne k liye ye ek daleel kaafi hai wallahu aalam

Allah hame deen ki sahi samajh aata kare Aameen
 
Top