*** Islamic QUIZ ***

  • Work-from-home
Oct 18, 2009
18,710
9,640
1,313
LoCk Me In YoUr HeArT
Allahi barik feek

bohot achcha sawal hai apka Janab
ham kal hi jawab dene wale the par thora tahqeeq k liye waqt laga

isme tamaam ulama ka ittifaaq hai ke pani ka rang,maza,aur boo badal jaae to wo pani napaak hai
ye Abullah bin Umar R.A ki hadees se baat sabit hoti hai

kyonke us paani se boo aarahi hai isliye wo pani napak hai

to isse apka wazu aur gusal nahi hosakta
aap khane pine k liye aur bartan dhone k liye bhi aisa pani na istemal karen isse bimariyan hosakti hain

ab aise waqt me jabke apke paas paak pani nahi hai to aap kya karente ap aise waqt me tayammum karke paki hasil karen
agar aur koi wazahat chahte hain to aap puchlen

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
jazakaAllah khair. bhai... bahot shukriya..

plz aik point pr baat krna chahoonga.. k jab paani hi napaak hogiya or us say vazu or ghusal b nhi hota..

ye clear hay...

kiya... jis bartan may say vazu kiya jaata hay or vzu krnay kay baad kiya usmay say aik do ghoont agr paani p liya jaey......!
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155

Affwann

par ap wo pani kisliye peena chahte hain
agar aap tabarruk ya sawab barkat samajh kar pee rahe hain to ye galat hai kyun k wo bas pani hai aur kuch nahi
ya phir apka sawal kuch aur hai to wazeh karen
 
سرفروش

Senior Member
Sep 18, 2009
655
851
93
Karachi
jazakaAllah khair. bhai... bahot shukriya..

plz aik point pr baat krna chahoonga.. k jab paani hi napaak hogiya or us say vazu or ghusal b nhi hota..

ye clear hay...

kiya... jis bartan may say vazu kiya jaata hay or vzu krnay kay baad kiya usmay say aik do ghoont agr paani p liya jaey......!
حدیث کا مفہوم ہے کہ
جب بندہ وضو کرتا ہے تو وضو میں اس کے صغیرہ گناہ ڈھل رہے ہوتے ہیں
اسی طرح امام ابو حنیفہ رحمہ اللہ کے متعلق آتا ہے کہ جب وہ وضو فرمایا کرتے تھے تو ایک بڑی چاڈر اوڑھ لیا کرتے تھے تاکہ وضو کا پانی کپڑوں پر نہ پڑے
اسی طرح ہم وضو کا پانی مسجد میں نہیں گرا سکتے یعنی وضو مسجد میں نہیں کرسکتے
ان باتوں سے مسلہ بالکل صاف ہوگیا کہ ایسا پانی استعمال نہیں کرنا چاہئے
وضاحت
امام ابو حنیفہ کا مسلہ تقوی کی بنیاد پر ہے یہ نہ سمجھا جائے کہ اس طرح وضو کا پانی ہمارے کپڑوں پر گرتا ہے وہ ناپاک ہے نہیں ناپاک نہیں ہے لیکن اس میں گناہ ضرور ڈھلتے ہیں واللہ اعلم
اللہ تعالی ہمیں دین اسلام کا علم نصیب فرمائے

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
buhot hi acha thread hai..
Jazak Allah Khair
Allahi barik feek

Mashallah
gud going.....
Keep sharing ur Knowledge with us
ALLAB BLESS U...AMEEN
Aameen :)

frndz hv a Question...ak baat hamsha myre zehan rhi h or clear nhi ho pai k kasam in actual hoti kya h..log kyn uthaty hn...or baat baat pr uthaty hn...jhoti kasam kya hoti..or kufara kya hota h... logically btayiea plzz..
masha Allah bohot hi achcha sawal apka

koi bhi ceez ki ahmiyat uski sachchai aur uski haqqaniat ko batane k liye Qasam khayi jati hai
yane samne wala ye soche ki Qasam kha kar keh rahe hain to ye baat sach hogi

Quran me bhi kayi maqamat par Allah ne apni maqloog ki Qasam khayi hai
jaise sure ASR me Allah tala ne zamane ki Qasam khayi hai
aur kayi hadeeson se hame ye bhi pata chalta hai ki Allah k Rasul sallellahu Alayhi wa sallam ne Allah ki Qasam khayi hai

to kisi haq baat k sath usko zor dene k liye Qasam khayi ja sakti hai par ha choti baat k liye ya mazakh mazakh me Qasam khana sahi nahi
agar koi jhooti Qasam khata hai to usko uska kuffara dena padega aur sath me tauba bhi ye kuffara hai us galti ka fine

ab rahi baat Qasam kiski khayi jaye
loog Qasam maa baap ki khate hain apne mehboob ki khate hain Quran ki Qasam khayi jaati hai
kya ye sahi hai...nahi ye bilkul sahi nahi haram hai balke ye Qasm shirk tak lejati hai hame
kyun k hame sirf aur sirf Allah ki Qasam khane ki ijazat hai wo bhi sachi Qasam zaroorat par

aur Allah jiski chahe Qasama kha sakta hai (wallahu aalam)
aur kuch wazahat chahiye to aap puch sakte hain

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
*Maryam*

*"T"* I desErve ThE BeSt n thE BeSt is YOU *"T"*
Super Star
Feb 12, 2010
7,334
3,408
913
Riyadh KSA

JazakAllah khair ..saviou bhot acha smjhya ap ny..bt Qasam ka kuffara kya hota h..
or kin surtoon m Qasam torni jaskti h...
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
JazakAllah khair ..saviou bhot acha smjhya ap ny..bt Qasam ka kuffara kya hota h..
or kin surtoon m Qasam torni jaskti h...
Allahi barik feek

Qasam k mukhtalif kuffare hain kal insha Allah apko tafseel se batayenge
aur rahi baat Qasam torne ki to agar aap koi aisi Qasam khaye hain jo shariyat k khilaf ho to todhna zaroori hai
baki kal tafseel denge apko

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
Zakwan

_ZAKKY
TM Star
Nov 29, 2007
2,220
1,119
1,213
35
Canada
JazakAllah khair ..saviou bhot acha smjhya ap ny..bt Qasam ka kuffara kya hota h..
or kin surtoon m Qasam torni jaskti h...
kasam ka kafara:

Surah number 5 ayat number 89 mein biyan kiya hie.
farmaya hei k kasam ka kafara 10 miskeeno ko khana khilana hei (aesa khana jo apnay ghar walon ko khilato hu) darmiyani qism ka. ya phir
10 aadmion ko kapray du . ya phir ek ghulam azad karo.

yeh sab nahi kar saktay tu 3 Rozay rako.
 
سرفروش

Senior Member
Sep 18, 2009
655
851
93
Karachi
قسم کے ضمن میں چند مسائل زیر بحث آئے ہیں
اس سلسلے میں قسم کی دو قسموں کو قرآنی آیات سے واضح کردوں
سورہ البقرا آیت نمبر 224/225
اللہ کے نام کو ایسی قسمیں کھانے کے لئے استعمال نہ کرو جن سے مقصود نیکی اور تقویٰ اور بندگان خدا کی بھلائی کے کاموں سے باز رہنا ہو۔
اللہ تمہاری ساری باتیں سن رہا ہے اور سب کچھ جانتا ہے ۔ جو بے معنی قسمیں تم بلا ارادہ کھالیا کرتے ہو ، ان پر اللہ گرفت نہیں کرتا ، مگر جو قسمیں تم سچے دل سے کھاتے ہو ان کی باز پرس وہ ضرور کرے گا، اللہ بہت درگذر کرنے والا ہے
اسی طرح سورہ المائدہ 89میں فرمایا
تم لوگ جو مہمل قسمیں کھا لیتے ہو ان پر اللہ گرفت نہیں کرتا ، مگر جو قسمیں تم جان بوجھ کر کھاتے ہو ان پر وہ ضرور تم سے مواخذہ کرے گا ایسی قسمیں توڑنے کا کفارہ یہ ہے کہ دس مسکینوں کو وہ اوسط درجہ کا کھانا کھلاؤ جو تم اپنے بال بچوں کو کھلاتے ہو ، یا انہیںکپڑے پہناؤ، یا غلام آزاد کرو، اور جو اس کی استطاعت نہ رکھتا ہو وہ تین دن کے روزے رکھے ، یہ تمہاری قسموں کا کفارہ ہے جبکہ تم قسم کھاکر توڑ دو، اپنی قسموں کی حفاظت کیا کرو اس طرح اللہ اپنے احکام تمہارے لئے واضح کرتا ہے ، شاید تم شکر ادا کرو۔
ان آیات میں دو قسم کی قسموں کا بیان ہے
وہ لوگ جن کا بطور تکیہ کلام ہی یہ ہے کہ بلاارادہ قسمیں ان کی زبان سے نکل جاتی ہیں یعنی بار بار اپنی گفتگو میں قسمیں کھاتا رہتا ہے ایسی قسموں پر نہ کفارہ ہے نہ مواخذہ
لیکن یہ یاد رہے یہ عمل ناپسندیدہ ہے اس عادت کو ترک کردینا چاہئے
اور فضول میں قسمیں نہیں کھانی چائیے
اور اپنی گفتگو میں شائستگی پیدا کرنی چاہئے
ہاں وہ قسم جو جان بوجھ کر اور حقیقت میں کھائی جائے اس کا پہلا حکم یہی ہے کہ اپنی ان قسموں کی حفاظت کرے اگر کسی وجہ سے قسم توٹ جائے یا توڑدینے پڑے تو اس کا کفارہ لازم آئے گا
 
*Maryam*

*"T"* I desErve ThE BeSt n thE BeSt is YOU *"T"*
Super Star
Feb 12, 2010
7,334
3,408
913
Riyadh KSA
JazakAllah khair...Saviou..Ahmed n Sarforosh...All of u explain it briefly ..
bt saviou em still v8ing ..
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Jazakaumuallahu khiar dosotn

---------- Post added at 04:55 PM ---------- Previous post was at 03:30 PM ----------

kasam ka kafara:
Surah number 5 ayat number 89 mein biyan kiya hie.
farmaya hei k kasam ka kafara 10 miskeeno ko khana khilana hei (aesa khana jo apnay ghar walon ko khilato hu) darmiyani qism ka. ya phir
10 aadmion ko kapray du . ya phir ek ghulam azad karo.

yeh sab nahi kar saktay tu 3 Rozay rako.

قسم کے ضمن میں چند مسائل زیر بحث آئے ہیں

اس سلسلے میں قسم کی دو قسموں کو قرآنی آیات سے واضح کردوں
سورہ البقرا آیت نمبر 224/225
اللہ کے نام کو ایسی قسمیں کھانے کے لئے استعمال نہ کرو جن سے مقصود نیکی اور تقویٰ اور بندگان خدا کی بھلائی کے کاموں سے باز رہنا ہو۔
اللہ تمہاری ساری باتیں سن رہا ہے اور سب کچھ جانتا ہے ۔ جو بے معنی قسمیں تم بلا ارادہ کھالیا کرتے ہو ، ان پر اللہ گرفت نہیں کرتا ، مگر جو قسمیں تم سچے دل سے کھاتے ہو ان کی باز پرس وہ ضرور کرے گا، اللہ بہت درگذر کرنے والا ہے
اسی طرح سورہ المائدہ 89میں فرمایا
تم لوگ جو مہمل قسمیں کھا لیتے ہو ان پر اللہ گرفت نہیں کرتا ، مگر جو قسمیں تم جان بوجھ کر کھاتے ہو ان پر وہ ضرور تم سے مواخذہ کرے گا ایسی قسمیں توڑنے کا کفارہ یہ ہے کہ دس مسکینوں کو وہ اوسط درجہ کا کھانا کھلاؤ جو تم اپنے بال بچوں کو کھلاتے ہو ، یا انہیںکپڑے پہناؤ، یا غلام آزاد کرو، اور جو اس کی استطاعت نہ رکھتا ہو وہ تین دن کے روزے رکھے ، یہ تمہاری قسموں کا کفارہ ہے جبکہ تم قسم کھاکر توڑ دو، اپنی قسموں کی حفاظت کیا کرو اس طرح اللہ اپنے احکام تمہارے لئے واضح کرتا ہے ، شاید تم شکر ادا کرو۔
ان آیات میں دو قسم کی قسموں کا بیان ہے
وہ لوگ جن کا بطور تکیہ کلام ہی یہ ہے کہ بلاارادہ قسمیں ان کی زبان سے نکل جاتی ہیں یعنی بار بار اپنی گفتگو میں قسمیں کھاتا رہتا ہے ایسی قسموں پر نہ کفارہ ہے نہ مواخذہ
لیکن یہ یاد رہے یہ عمل ناپسندیدہ ہے اس عادت کو ترک کردینا چاہئے
اور فضول میں قسمیں نہیں کھانی چائیے
اور اپنی گفتگو میں شائستگی پیدا کرنی چاہئے

ہاں وہ قسم جو جان بوجھ کر اور حقیقت میں کھائی جائے اس کا پہلا حکم یہی ہے کہ اپنی ان قسموں کی حفاظت کرے اگر کسی وجہ سے قسم توٹ جائے یا توڑدینے پڑے تو اس کا کفارہ لازم آئے گا

JazakAllah khair...Saviou..Ahmed n Sarforosh...All of u explain it briefly ..

bt saviou em still v8ing ..

Allahi barik feek Marina
masha Allah Ahmed aur Anwar ne apko wazhe daleelon k sath bata diya hai
ham isme mazeed izafa karte huye Qasam k mane aur qism ki bhi wazahat kardete hain insha Allah

لاَ يُؤَاخِذُكُمُ اللّهُ بِاللَّغْوِ فِيأَيْمَانِكُمْ وَلَكِن يُؤَاخِذُكُم بِمَا عَقَّدتُّمُ الأَيْمَانَ فَكَفَّارَتُهُإِطْعَامُ عَشَرَةِ مَسَاكِينَ مِنْ أَوْسَطِ مَا تُطْعِمُونَ أَهْلِيكُمْ أَوْكِسْوَتُهُمْ أَوْ تَحْرِيرُ رَقَبَةٍ فَمَن لَّمْ يَجِدْ فَصِيَامُ ثَلاَثَةِأَيَّامٍ ذَلِكَ كَفَّارَةُ أَيْمَانِكُمْ إِذَا حَلَفْتُمْ وَاحْفَظُواْأَيْمَانَكُمْ كَذَلِكَ يُبَيِّنُ اللّهُ لَكُمْ آيَاتِهِ لَعَلَّكُمْ تَشْكُرُونَ

Allah will not call you to account for what is futile in your oaths, but He will call you to account for your deliberate oaths: for expiation, feed ten indigent persons, on a scale of the average for the food of your families; or clothe them; or give a slave his freedom. If that is beyond your means, fast for three days. That is the expiation for the oaths ye have sworn. But keep to your oaths. Thus doth Allah make clear to you His signs, that ye may be grateful. 5:89

Allah tala tumhari Qasmon me lagu Qasm par tum se mowakhiza nahi fermata lekin mawakhiza is par fermata hai ke tum jin Qasmon ko mazboot kardo iska kaffara 10 mohtajon ko khana dena hai ausat darje ka jo apne ghar walon ko khilate ho ya inko kapda dena ya ek gulam ya ek laundi aazad karna hai aur jisko muqaddar na ho to teen din ke roze hain ye tumhari Qasmon ka kaffara hai, jabke tum Qasm khalo aur apni Qasmon ka khayal rakho istarah Allah tala tumhare waste apne ahkaam bayan fermata hai take tum shukar karo 5:89

Qasam jisko Arabic me Halfun ya Yameenun kehte hain jin ki jama Ahlafun aur Iamaan hai
Iske teen qism hain 1. Lagvun 2. Gamoosun 3. Muaqqadatun

1. Lagvun : wo Qasm hai jo insaan baat baat me aadatan bagair kisi irade aur niyyat k khata rehta hai ispar koi mawakhiza nahi

2. Gamoosun : wo jhooti Qasm hai jo insaan dhoke aur fareb dene k liye khaye, ye kabeerah gunah balke akbar ul kabair hai, lekin is par kuffara nahi

3. Muaqqadatun : wo Qasm hai jo insaan apni baat me takeed aur pokhtagi k liye iradatan aur niyyatan khaye, aisi Qasm agar todega to iska kuffarah hai

To abhi yahan baat aur bhi wazhe hogayi hai k Qasam ki ahmiyat aur isko todhne ka kuffara aur jhooti Qasam ka kabeerah gunah aur aadatan Qasam ki mumaniat
Aadatan aksar ye cheez arab me payi jati hai jo hamne khud yahan dekha hai isme unka koi iradah nahi hota bas aise hi keh dete hain lekin isse bhi parhez karna chahiye

Umeed karte hain ki Qasam aur kuffara kya hai tafseel se apko samajh me agaya hoga

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
Top